Raksha Bandhan Wishing Script 2019 Free Dowmload

August 20, 2018 2 Comments


To swagat hai dosto aap sabhi ka haamri is post mein aaj ke is post mein aapko dena wala ek Raksha Bandhan ki wishing script jise aap apne blogger mein use karke 100 $ per day se bhi zyada tak earn kr  sakte hain agar aap aye hain aapko nahi pta ki Raksha Bandhan Script kya hota hain iska kya use hota hai aur ise kaise use krte hain jannane ke liye hamare is post ko poora padhe shuru se leakr last tak aapko sab kuch samjh mein aa jayega ki Raksha  Bandhan ki wishing script download kaise aur ise apne blog mein kiase lga kr paise kma sakte hain .




Raksha Bandhan Wishing  Script Download Kasie kre?

Agar aap pehle se hi blogging krte honge to aap shayad jaante honge ki wishing Script kya hoti hain aur event blogging kya hoti hai agar nhi bhi jaante to mein aapko short mein bta deta hoon aapne kisi bhi festival ke time mein dekha hoo apne whatsapp par ki ek message bahut hi zayada share kiya zyada hai touch this blue line and see magic   aur jab aap waha par touch karte hain to waha par aapko ek website open ho jaati hain jaha par aap bhi apna naam likhar ke aur bhi apne dosto ko message share kr sakte hain chahe to wo Raksha Bandhan,Ramadan,Diwali,Holi.etc koi sa festival kyo na hoo aur usi website par aapne kuch ads bhi dekhi hongi jisse website ka owner ko paise milte hain yaha se 100 $ se zyada bhi kma sakte wo aapke par depend krta hain ki aap kitni mehnat krte hain.

Raksha  Bandhan Script Features:- 

  • Adsense Friendly 
  • Lightweight with hi-fi speed
  • changes images
  • easy coding
  • Easily apply Script in your Blogger 
  • Mobile friendly
  • Fast Loading 
  • Easy to Use 
  • WhatsApp Share button 
  • Responsive ads supported

Aap sabhi Yaha se Raksha Bandhan ki script Download kr sakte ho


Raksha Bandhan script ko apne blog mein kaise lagaye ? 



Ab iske Baad baat aati hai ki is script ko humne Download to kr kiya hai mgr ise main apne blog mein. lga krke use kaise karunga to Jab aap is Raksha Bandhan Script ko downlod kr lenge to aapko ise open kr lena hai. phir aapko Code ko copy kr lena hoga aur ab aapko blogger.com par apni ek website banani hogi jo ki aap bhi bna sakte hai bilkul free mein website  banane ke baad aap ko ek Theme ka option show hoga waha se aap ko koi se bhi theme choose kr leni hogi aur jab the es apply ho jaaye to aap ko ek Revert to draft par click kr dijiye aapke samne ek bada sa box aayega aur usme Html code ko delete karke ab ye naya code jo ki Raksha bandhan wali script se copy kiya tha use paste karke save kr dijiye  aur Save wale button par click kr dijiye Raksha bandhan script apply hoo jayegi 




Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

2 comments:

  1. Android and Apple have been facing clear cut changes in the consumer market. Careful, authentic and accurate surveys say that the fan graph for Apple's iPhone is on a steady rise. appmirror

    ReplyDelete