Trending Topics kha se dundhe youtuber ke liye ?

October 22, 2018 0 Comments


Hello dosto , aap sabhi ka swagat hai andriodgyani ke is naye post mein aaj ke is post mein aap sabhi ko batane wala hoon ki apne blogpost aur apne youtube channel ke liye Trending topics kha se dundhe aur kaise pta kren ki trend mein kya chal rha hai aur kis Topic par video banau ya blog post likhu ,agar aapko hamara yeh post accha lagata hai to aap is post ko share jarur kren.



Trending Topics Par Hi Kaam Kyu Karna Chahiye  

Aap mein se bahut saare log yeh sochte honge ki humen hamesha Trending Topics par kaam kyu karna chahiye ,Agar aap Trending Topics par kaam karenge to isme aapka hi faayeda hai jaise ki Ab Agar aap youtube par dekhenge to aap ko zyadatar Monetization se related hi videos mil jaayegi ab aap ye sochte sabhi aisa kyu kar rhe hai monetization se related video kyu bna rhe hai ,

to iska jawab hai bhai sabhi log monetization ko hi search kiya jaa rha ki monetization ko on kaise kren aur monetization ko on karne ke liye kya karna hoga.
To ab baat karte hain ki hum Trending topics ko kaise dhndhe ?


Trending Topic Kaise dhndhe ?

Har ek youtuber,yahi dhundhta rhta hai trending topics kha le lau aur aur pta karu ki yeh hai trending topic agar main is topic par video banayega to meri video pakka viral hogi mujhe subscriber mil jaayenge mera watch time badega kul milakar mei mehnat kaam jaayegi ,

1. Google Trends  

Trending Topics ko dhundhne ke liye aap Google trends ka use kar sakte hoon aur aap pta lga sakte hon aaj kal trend mein kya chal rha hai jisse aap fayda jarur hoga , kyoki jo abhi us samay trend mein chal rha hoga us par aapko jab koi video banaoge aur aapki video agar search results mein sabse top par aayegi to aapko video ko viral karne se koi bhi nhi rok sakta hain.

2. new trick 

aaj main aapko ek nayi trick batane wala hoon jisse ki aap ki video viral jarur hogi , jaisi ki agar aapka channel ki categori tech ya phir cooking,dance,singing,vines,etc kuch aap sabse pehle aapko jo bhi aapki category ke channel ko subscribe jarur kar lene isse aapko yeh fayeda hoga ki aapko jab sabhi ek jaise  video banaye to same topic par aap bhi video bna lo jisse ki aapki video use suggested video mein jaa sake ,

to bas aaj ke post mein bas itna hi agar pasand aaya ho to apne yaar ,dosto ke saath share jarur kren...


Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

0 Comments: