PUBG MOBILE GAME KO DUSRE MOBILE MEIN SHARE KAISE KRE ?

September 18, 2018 0 Comments

Swagat hai dosto aap sabhi ka hamare is naye post mein aaj ke iss post mein main aapko batane wala hoon ki aap kis trah se PUBG game aapne ek mobile se dusre mobile me share kar sakte hoon to aap bas hamare is post ko shuru se lekar last tak jarur padhe .







PUBG Mobile Game Ko Share Kaise Krte Hai ?

To dosto aapne Google aur Youtube par bahut hi search kiya hoga ki apne mobile mein se kisi aur ke mobile mein pubg ko send kaise kren,pubg ko dusre mobile me send kaise karte hain,how to share pubg mobile game , aapne yeh kuch searches kiye honge agar aapko waha par kuch bhi nhi mila ho to aap ko hamare is post mein mil jaayega aur yeh trick 100 % working trick hai. 

agar aapne try bhi kiya hoga  pubg game ko send karne ke mgr hua nhi hoga jaise ki aapke jis mobile mein pubg game install hai aap apne kisi bhi friend ko send pubg game send karna chahte hai to shareit ya kisi aur app ka use karke send karte honge mgr wo keval apk file hi send ho paati hogi baaki ki file send nhi kar paate hoge aap ,


jab aap us apk file ko send karna chhate hoge tabhi aap ko game ko dobara se download karne ke pop up aa jaata hoga .

PUBG Mobile ko shareit se send kaise kren ?

PUBG Game ko dusre mobile me successfully send karne ke aapko kuch setting karna bahut jarur hai jaise ki sabse pehle aapko apne dono mobile mein Shareit app ko download karna bahut jaruri hai jo ki aapko play store par mil jaayengi shareit ko install karne ke baad [aaplo shareit aap use to karna aata hi hoga ] aapko jis mobile se PUBG send karna hai us mobile mein file manager ko open karke internal storage mein jaakar aapko ANDRIOD wale folder mein jaakar ek obb folder show hoga use open kar lena uske ander aapko PUBG game ki file mil jaayegi jiska size 1.6 GB se aas pass hoga us file ko share kar dijiye aur PUBG ki apk file ko bhi jo ki 20-25MB ki hogi jab ye dono file aako dusre mobile mein transfer hoo jaaye to ab aapko apne dusre mobile mein ,

same folder jaha se .obb  file ko send kiya tha usi folder mein aapko 1.5GB wali file ko move kar dena hoga mgr dhayaan rahe pehle aapko APK file ko install karna bahut jaruri hai jab APK file install ho jaaye to ise open na kare jab aap 1.6GB wali obb file ko internal storgae mein jaakar ANDRIOD>>obb>>ke folder me move na kare jab tak Game ko open na kare ab aap apne mobile ke sabse background aap ko remove kar diiye phir,



PUBG game ko internet connection ON karne ke baad aap PUBG game ko khel sakte hain .


    AGAR AAPKO HAMARA YEH POST PASAND AAYA HO TO ISE SHARE JARUR KARE.

Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

0 Comments: