Blogger mein .ooo Top leval domain kaise lagate hain ?

July 29, 2018 1 Comments



To sawagat hai dosto aap sabhi ka hamare aaj ke is post mein aaj is post mein main aapko batunga ki aap kis trah .ooo domain ko apne blog mein lga sakte hain ,aur isske kya kya fayde hai to aap suru se lekar last tak hamara ye post padh lijiye aapko Sab kuch samajh mein aa jaayega agar koi dikkat hoti hai to aap mujhe comment jarur kre.


is post mein aapko sab kuch bta dunga ki aap free mein .ooo domain kaise buy kr paayenge kis trah se aapko ise apne blog mein connect krwana hai sab kuch .

इसे भी पढ़ लो : -

Bogger page ki speed kaise badhaye
Blogging vs Youtube
Free me website kaise banate hain


.OOO DOMAIN KYA HOTA HAI : - 

To kuch aisa hai ki abhi kuch dino pehle hi ye ek nya top leval ka domain aaya Domain wo hota jo ki sabhi apni website mein use krte hai jaise ki Google.com, to aapne dekha hi hoga sabhi apni website ke naam ke peeche .com,.in,org jaise domain use krte hain inhe bolte hai top leval domain .

.OOO SE ADSENSE APPROVAL MILEGA : - 




Ab aapke mann mein ek yeh question jarur aayega ki kya .ooo domain ka use krne se adsense se approval milega ya nhi to iska jawab hai yes aapko adsense approval jarur mil jaayega kyoki .ooo domain bhi ek top leval domain ke under hi aata hai.


.OOO DOMAIN KAISE BUY KREN FREE MEIN : - 

To, yaha par mein aapko ek website ka link de deta hoon jo ki aapko yaha par free mein .ooo domain mil jaayega Click here to jab aap is website ko open kr lenge to aapko sabse pehle yaha par apna subdomain search kr lena yani ki jo bhi naam aap apne website ka hoon aap use sabse pehle search kr lijiye ki is naam se koi aur domain hai ya nhi search krne se baad aapko ek button show green color  jiska matlab hai ki aap ke website ke naam se domain available hai phir aapko proceed to checkout par click krna hoga payment aapko karni hogi 1500₹ + tak ki dariye mat aap ko ek box show hoga promo code ke naam se usme aapko yeh code copy kr dena hoga GETOOO jab aap is code ko use kr lenge to aapke payment mein ₹ 0.00  hoo jaayenge aao aasani se ise buy kr paaenge , aur yaad rhe ki aap keval yaha se ek hi domain free mein buy kr sakte hain ,aapko yaha par apna ek account bhi create krna hoga .



BLOGGER MEIN KAISE CONNECT KREN .OOO DOMAIN KO 


Ab aapko yeh to pata lag hi gya hoga ki aapki trah se .ooo domain ko buy kr sakte hain ab baat krenge ke hum apne blogspot mein is .ooo domain ko connect kaise kre,
to iske liye sabse pehle aapko blogger.com open kr lena hai uske baad aapko setting mein jaana hai yaha par aapko apne website ka naam show jaise ki technolalit.blogspot.in  ab yaha par aapko apn domain copy kr lena hai .ooo wala jaise ki www.technolalit.ooo dhyaan rhe www. aapko jarur lagana hai agar aap aise nhi krte hain to aap apne website mein .ooo domain ko add nhi kr paaoge

aapko  kuch aise code show honge inhe copy kr lijiye
ab aap us website par chale jaaye jaha se aapne domain buy kiya tha waha par aapko aapne jo domain purchase kiya tha us par click kr lijiye aur DNS management wale option par click krke Add cname wale button par click kr lijiye phir dobara aapko Add record par click krke Name label host ke neeche wale www  dusra jo bhi aapka code use alag alag add krna hoga pehle aapko ye www add krna hoga pehle wale box mein dusra box aapko khali chood dena hoga aur teesre mein  aur points to ,target wale code ko teesre box mein daal dena hoga isi tarike se aapko dona code  daal dena hoga aur blogger mein aakar save par click kr denahoga minimum 10min baad aapko apni website par .ooo wala donon lga hua mil jaayega .


mujhe umeed hai ki aapko sabh kuch samjh aaya hoga post ko share jarur kren.

Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

1 comment:

  1. Akash bhai sorry aapka comment galti se delete ho gya h
    aapko aapne website ke homepage par keval 5 posts rakhne chahiye

    ReplyDelete