Youtube vs Blogger konsa best hai ? youtube vs blogger which is best ?

August 08, 2018 , 0 Comments


To swagat hai dosto aapka hamare aaj ke iss naye post mein main aapko dost lalit aaj mein aapko ye batane wala hoon ki blog aur youtube mein se konsa best hai agar aap youtube krte hain ya phir bloger hai aap to aapke liye ye jaanana bahut jaruri hai blog ya youtube mein konsa best hai income ko dekhkar aur bhi bahut chizo ko dekhar hi aaj mein aapko batane wala hoon blog aur youtube mein konsa best hai . 




YOUTUBE AUR BLOG MEIN KYA ANTAR HAI: -

Agar aap nhi jaante ki youtube aur blog mein  kya antar hota hai to aap hamare is post ko poora padh lijiye youtube ke aane se pehle matlab li youtube ke release hone se pehle agar kisi ko bhi koi bhi information chahiye hoti thi to wo google ya phir yahoo par search kr lete the waha se sabhi ko apne information ko wo padh kr jaan lete the aur blogger un logo ko bola jaata hai jo ki apni information ko apne blog par likhar kar share krte hai,
aur youtube par creators apni information ko video ke roop mein share krte hain to yahi hi antar hain blog aur youtube mein to main umeed krta hoon ki aap ko acche se samajh mein aa gya hoga ki blog aur youtube mein kya antar hota hai .

BLOG AUR YOUTUBE KE LIYE KYA- KYA  REQUIREMENT HAI

BLOGGER KE LIYE KYA REQUIREMENT HONE CHHAIYE

  • Computer ya Laptop
  • Domain aur hosting [approx. 5000/month ] in 2018
  • likhne ka accha dhang hona chhaiye
  • seo ke baare mein acchi knowledge honi chhaiye

Youtube ke liye requirement hona chhaiye

  • Ek smartphone
  • internet 
  • knowledge hone chhaiye jis bhi field mein ja rhe hoon uske baare mein 
  • video editing 
  • aur thodi bahut kismat bhi ka saath bhi hona chahiye 

Blogging vs Youtube { Earning ke mamle me }

Agar aapka bhi yahi sochte hain ki youtube se zyada earning hoti hai ya phir blog se aaj main aapko yahi bataung ki blog aur youtube dono mein konsa best hai earningke maamle me sabse pehle baat krte hain hum youtube ke baare mein mein pehle yani ki 2015 mein youtube par 1000 views ke bahut hi aasani se 1 dollar mil jaate the mgr aaj ki date mein yani ki 2018 mein aisa nhi hai 1 dollar earn krne ke liye hume km se kam 10000 -15000 views hone chhaiye ,
Aur agar baaat kre blog ki to yaha par agar aapke poore ek din mein bhi 10000 views aa jaate hain to aapko mil jaayege kam se kam 20 dollar to aap iska andaaza lga sakte hain ki blog aur youtube mein kitna antar hota  hai 


Blog aur youtube kisme zyada mehnat lagti hain

Agar mehnat dekhi jaaaye ki kisme zayad  hain to yaha par aisa kuch bhi nhi hai ki kisi mein kam mehnat lage dono hi kaamo mein aapko bahut mehnat krni padegi  agar aapko aapni pehchan internet par banai hai to sabse pehle aapko ye baat jaanana bahut jaruri tha jo meine aapko bata diya hai .

Aur agar competition ki baat kre to dono mein hi competition bahut hi zayda hain dono mein aapko bahut mehnat lagegi blog aur youtube mein .

Aar aapko hamara yeh post psand aaya ho to aap ise apne dosto ke saath share jarur kren.


Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

0 Comments: