Facebook ka naye feature POLL kya hai aur ise kaise use karen ?

October 04, 2018 0 Comments


To swagat hai dosto aap sabhi ka hamare aaj ke is post mein main aaj aapko facebook mein aaye ek naye upadate ke baaren me batane wala hoon jiska naam hai POLL agar aap nhi jaante ki POLL update kya hain to aap hamare is post ko poora padh lijiye is post ko padhe ke baad aapko sab kuch samjh me aa jaayega ki facebook mein aaye naye update POLL ko use kaise karna hai aur aur iska kya fayda hoga aapko .



KYA HAI FACEBOOK KA NAYA UPDATE : -  

facebook ke is naye update ya feature ka naam hai poll iska use ekdam iske naam ke jaisa hi hai jaisa ki hamein iske naam se hi pata chal jata hai ki POLL matlab ki kuch voting se related hoga , to aab sabhi bilkul sahi soch rhe hai jaisa is naye feature ka naam hai POLL to isko sabhi facebook users apne friends ke saat share kar sakte hain stories ka phir timeline me bhi ,



Aapne instagram ki stories mein dekha hi hoga ki kaise log voting karate hai jaise ki meri nayi kaise lagi , usme do option aa jaate hain 1. mst 2. bekar aap jis par click karenge wo voting hoti rahegi isi prakar aapne youtube par bhi dekha hoga ki bade bade apne community tab mein puchte rhte hain ki aaj ki video kaisi lagi to aisa hi kuch ek naya feature facebook bhi lekar aaya hai jiska naam hai POLL to iska use ab sabhi Facebook user kar sakte hain ( pehle yeh feature unke liye tha jinka Facebook par page the ) mgr ab sabhi Facebook user iska use kar sakte hain.

POLL FEATURE KA USE KAISE KREN ?

POLL feature ka use karne ke liye aapke paas ek facebook id hona bahut jaruri hai tabhi aap in sabhi feature ka use kar sakte hain . agar aapke paas facebook id hain hain to aap sabse pehle apne facebook id se log in ho jaao , to jab facebook ke homepage par aayenge wahapar aapko ek more ka icon show hoga us par click karne ke baad aapko kuch aisa ek pop up show hoga 


to aapko upar wali image mein clear show ho rha hoga poll wala icon to yahi hai naya feature facebook ka  to iska use karne ke liye aapko sabse pehle aapko upar apako aap jo bhi likhna chahte hain usko likh llijiye aur jasie ki to( kaise ho aap sabhi ) bas aapko upar intna hi likhna hai matlab aapko jo bhi likhna hai wo likh dijiye aur necche poll wale button par click karne se pehle neeche ye dekh lijiye ki aap ise kha share kar rhe hai matlab ki news feed mein ya phir apne  facebook ki story mein ,



option 1, option 2 mwin me aapko apnne dono option likh daal dene hain aur ab aapko neeche time set kar lena hoga ki aapki yeh voting kab tak rahegi matal ki 1 week ,1day ,etc.


sabh kuch fill karne ke baad aapko bas post par click kar dena hoga post apply kar dena hoga .


to sayad aap hamara yeh post pasand aaya hoga agar aapko post pasand aaya ho to post ko share kar dijiye 

                                KEEP   VISIT    




Lalit Verma

Some say he’s half man half fish, others say he’s more of a seventy/thirty split. Either way he’s a fishy bastard.

0 Comments: